الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب تفسير القرآن
Kitab: Quran Paak ki tafseer ke bayan mein
باب: {إن الذين يشترون بعهد الله وأيمانهم ثمنا قليلا أولئك لا خلاق لهم} لا خير:
Bab: Ayat ki tafseer“Beshak jo log Allah ke ahd aur apni qasmon ko thori qeemat par bech daalte hain, ye wahi log hain jin ke liye aakhirat mein koi bhalai nahi hai aur un ko dikh ka azab ho ga”.
Hadith Number: 4552
حدثنا نصر بن علي بن نصر، حدثنا عبد الله بن داود، عن ابن جريج، عن ابن ابي مليكة: ان امراتين كانتا تخرزان في بيت او في الحجرة، فخرجت إحداهما وقد انفذ بإشفى في كفها فادعت على الاخرى، فرفع إلى ابن عباس، فقال ابن عباس: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" لو يعطى الناس بدعواهم، لذهب دماء قوم واموالهم ذكروها بالله، واقرءوا عليها إن الذين يشترون بعهد الله سورة آل عمران آية 77فذكروها فاعترفت، فقال ابن عباس: قال النبي صلى الله عليه وسلم:" اليمين على المدعى عليه".
Hum se Nasr bin Ali bin Nasr ne byaan kiya , kaha hum se Abdullah bin Dawood ne byaan kiya , un se Ibn Jurayj ne , un se Ibn Abi Mulaykah ne ke do auratein kisi ghar ya hujra mein baith kar mauze banaya karti thien . In mein se ek aurat bahar nikli is ke hath mein mauze seene ka suwa chubh-o diya gaya tha . Is ne doosri aurat par dawa kiya . Yeh muqadma Ibn Abbas razi Allahu anhuma ke paas aaya to unhon ne kaha ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya tha ke agar sirf dawa ki wajah se logon ka mutalba maan liya jaane lage to bahut son ka khoon aur maal barbad ho jaye ga . Jab gawah nahi hai to doosri aurat ko jis par yeh ilzam hai , Allah se darao aur is ke samne yeh aayat parho «innallazhina yashtaroona biahdillahi» chunanche jab logon ne usay Allah se daraya to us ne iqrar kar liya . Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne kaha ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya hai , qasam muddai-alayh par hai . Agar woh jhooti qasam kha kar kisi ka maal harap kare ga to us ko is waeed ka misdaq qarar diya jaye ga jo aayat mein byaan ki gayi hai .
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Referencing of the Hadith:
Book Name | Number | Short Arabic Text |
|---|---|---|
صحيح البخاري |
4552
| لو يعطى الناس بدعواهم لذهب دماء قوم وأموالهم ذكروها بالله واقرءوا عليها إن الذين يشترون بعهد الله |
صحيح مسلم | 4470 | لو يعطى الناس بدعواهم لادعى ناس دماء رجال وأموالهم ولكن اليمين على المدعى عليه |
سنن ابن ماجه | 2321 | لو يعطى الناس بدعواهم ادعى ناس دماء رجال وأموالهم ولكن اليمين على المدعى عليه |
بلوغ المرام | 1210 | لو يعطى الناس بدعواهم لادعى ناس دماء رجال وأموالهم ولكن اليمين على المدعى عليه |