الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب المغازي
Kitab: Ghazwat ke bayan mein
باب: {ليس لك من الأمر شيء أو يتوب عليهم أو يعذبهم فإنهم ظالمون} :
Bab: (Allah Taala ka farman)“Aap ko is amr mein koi ikhtiyar nahi, Allah khwah un ki taubah qabool kare ya unhein azab kare pas beshak woh zalim hain”.
Show diacritics
Hadith Number: 4070
وعن حنظلة بن ابي سفيان سمعت سالم بن عبد الله يقول: كان رسول الله صلى الله عليه وسلم يدعو على صفوان بن امية وسهيل بن عمرو والحارث بن هشام فنزلت: {ليس لك من الامر شيء} إلى قوله: {فإنهم ظالمون}.
Aur Hanzala Bin Abi Sufyan se riwayat hai, unhon ne bayan kiya ke mein ne Salim Bin Abdullah se suna, wo bayan karte thay ke Rasul Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Safwan Bin Umayya, Suhail Bin Amr aur Harith Bin Hisham ke liye bad-dua karte thay is par ye ayat «laisa laka minal amri shaiun» se «fainnahum zalimun» tak nazil hui
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة