الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب اللقطة
Kitab: Luqta yani giri pari cheezon ke baare mein ahkam
باب إذا أخبره رب اللقطة بالعلامة دفع إليه:
Bab: Aur jab luqata ka malik is ki sahih nishani bata de to ise is ke hawale kar de.
Show diacritics
Hadith Number: 2426
حدثنا آدم، حدثنا شعبة، وحدثني محمد بن بشار، حدثنا غندر، حدثنا شعبة، عن سلمة، سمعت سويد بن غفلة، قال:" لقيت ابي بن كعب رضي الله عنه، فقال: اخذت صرة مائة دينار، فاتيت النبي صلى الله عليه وسلم، فقال: عرفها حولا، فعرفتها حولا فلم اجد من يعرفها، ثم اتيته، فقال: عرفها حولا، فعرفتها فلم اجد، ثم اتيته ثلاثا، فقال: احفظ وعاءها وعددها ووكاءها، فإن جاء صاحبها وإلا فاستمتع بها"، فاستمتعت، فلقيته بعد بمكة، فقال: لا ادري ثلاثة احوال، او حولا واحدا.
Hum se Adam ne bayan kiya, kaha hum se Shuba ne bayan kiya (doosri sanad) aur mujh se Muhammad Bin Bashar ne bayan kiya, un se Ghundar ne, un se Shuba ne, un se Salama ne ke mein ne Suwaid Bin Ghaflah se suna, unhon ne bayan kiya ke mein ne Ubayy Bin Kaab (Radi Allahu Anhu) se mulaqat ki to unhon ne kaha ke mein ne sau dinar ki ek theili (kahin raste mein pari hui) payi. Mein ise Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki khidmat mein laya to Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke ek saal tak is ka elan karta reh. Mein ne ek saal tak is ka elan kiya, lekin mujhe koi aisa shakhs nahi mila jo ise pehchan sakta. Is liye mein phir Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki khidmat mein aya. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke ek saal tak is ka elan karta reh. Mein ne phir (saal bhar) elan kiya. Lekin in ka malik mujhe nahi mila. Teesri martaba hazir hua, to Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke is theili ki banawat, dinar ki tadaad aur theili ke bandhan ko mahfooz rakh. Agar is ka malik aa jaye to (alamat pooch ke) ise wapas kar dena, warna apne kharch mein ise istemal kar lay chunanche mein ise apne akhrajaat mein laya. (Shuba ne bayan kiya ke) phir mein ne Salama se is ke baad Makkah mein mulaqat ki to unhon kaha ke mujhe yaad nahi Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne (hadees mein) teen saal tak (elan karne ke liye farmaya tha) ya sirf ek saal ke liye
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
أبي بن كعب الأنصاري، أبو المنذر، أبو الطفيلصحابي
سويد بن غفلة الجعفي، أبو أميةثقة
سلمة بن كهيل الحضرمي، أبو يحيىثقة
شعبة بن الحجاج العتكي، أبو بسطامثقة حافظ متقن عابد
محمد بن جعفر الهذلي، أبو عبد الله، أبو بكرثقة
محمد بن بشار العبدي، أبو بكرثقة حافظ
شعبة بن الحجاج العتكي، أبو بسطامثقة حافظ متقن عابد
آدم بن أبي إياس، أبو الحسنثقة
Referencing of the Hadith:
Book Name
Number
Short Arabic Text
صحيح البخاري
2437
اعرف عدتها ووكاءها ووعاءها فإن جاء صاحبها وإلا استمتع بها
صحيح البخاري
2426
احفظ وعاءها وعددها ووكاءها فإن جاء صاحبها وإلا فاستمتع بها
صحيح مسلم
4506
عرفها حولا فعرفتها فلم أجد من يعرفها فقال احفظ عددها ووعاءها ووكاءها فإن جاء صاحبها وإلا فاستمتع بها
جامع الترمذي
1374
أحص عدتها ووعاءها ووكاءها فإن جاء طالبها فأخبرك بعدتها ووعائها ووكائها فادفعها إليه وإلا فاستمتع بها
سنن أبي داود
1701
عرفها حولا فعرفتها حولا ثم أتيته فقال عرفها حولا فعرفتها حولا ثم أتيته فقال عرفها حولا فعرفتها حولا ثم أتيته فقلت لم أجد من يعرفها فقال احفظ عددها ووكاءها ووعاءها فإن جاء صاحبها وإلا فاستمتع بها وقال ولا أدري أثلاثا قال عرفها أو مرة واحدة
سنن ابن ماجه
2506
اعرف وعاءها ووكاءها وعددها ثم عرفها سنة فإن جاء من يعرفها وإلا فهي كسبيل مالك