الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب التهجد
Kitab: Tahajjud ka bayan
باب فضل من تعار من الليل فصلى:
Bab: Jis shakhs ki raat ko aankh khule phir woh namaz parhe us ki fazilat.
Show diacritics
Hadith Number: 1156
حدثنا ابو النعمان , حدثنا حماد بن زيد، عن ايوب، عن نافع، عن ابن عمر رضي الله عنهما , قال:" رايت على عهد النبي صلى الله عليه وسلم كان بيدي قطعة إستبرق فكاني لا اريد مكانا من الجنة إلا طارت إليه، ورايت كان اثنين اتياني ارادا ان يذهبا بي إلى النار، فتلقاهما ملك , فقال: لم ترع خليا عنه.
Hum se Abu al-Numan ne byaan kiya , kaha ke hum se Hammad bin Zayd ne byaan kiya , un se Ayub Sakhtiyani ne , un se Nafi ne , un se Abdullah bin Umar razi Allahu anhuma ne ke mein ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke zamane mein yeh khwab dekha ke goya ek gaarhay reshmi kapre ka ek tukra mere haath hai . Jaise mein Jannat mein jis jagah ka bhi irada karta hoon to yeh idhar ura ke mujh ko le jata hai aur mein ne dekha ke jaise do farishte mere paas aaye aur unhon ne mujhe Dozakh ki taraf le jaane ka irada kiya hi tha ke ek farishta un se aa kar mila aur (mujh se) kaha ke daro nahin (aur un se kaha ke) ise chhor do .


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
عبد الله بن عمر العدوي، أبو عبد الرحمنصحابي
نافع مولى ابن عمر، أبو عبد اللهثقة ثبت مشهور
أيوب السختياني، أبو عثمان، أبو بكرثقة ثبتت حجة
حماد بن زيد الأزدي، أبو إسماعيلثقة ثبت فقيه إمام كبير مشهور
محمد بن الفضل السدوسي، أبو النعمانثقة ثبت تغير في آخر عمره