الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ مُهَلِّ مَنْ كَانَ دُونَ الْمَوَاقِيتِ:
Chapter. The Miqat for those people who are living within the Mawaqit.
Show diacritics
Hadith Number: 1529
حدثنا قتيبة، حدثنا حماد، عن عمرو، عن طاوس، عن ابن عباس رضي الله عنهما،" ان النبي صلى الله عليه وسلم وقت لاهل المدينة ذا الحليفة، ولاهل الشام الجحفة، ولاهل اليمن يلملم، ولاهل نجد قرنا، فهن لهن ولمن اتى عليهن من غير اهلهن ممن كان يريد الحج والعمرة، فمن كان دونهن فمن اهله حتى إن اهل مكة يهلون منها".
Hum se Qutaibah bin Saeed ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Hammad bin Zaid ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Amru bin Dinar ne , un se Ta'oos ne aur un se Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne Madina walon ke liye Zul Hulaifah miqaat thehraya aur Shaam walon ke liye Juhfah , Yemen walon ke liye Yalamlam aur Najd walon ke liye Qarn-ul-Manazil . Yeh in mulkon ke logon ke liye hain aur doosre in tamam logon ke liye bhi jo in mulkon se guzrein . Aur Hajj aur Umrah ka irada rakhte hon . Lekin jo log miqaat ke andar rehte hon . To woh apne shehron se ahram baandhein , ta-aanke Makka ke log Makka hi se ahram baandhein .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain