الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ مُهَلِّ أَهْلِ الْيَمَنِ:
Chapter. The Miqat for the people of Yemen.
Hadith Number: 1530
حدثنا معلى بن اسد، حدثنا وهيب، عن عبد الله بن طاوس، عن ابيه، عن ابن عباس رضي الله عنهما،" ان النبي صلى الله عليه وسلم وقت لاهل المدينة ذا الحليفة، ولاهل الشام الجحفة، ولاهل نجد قرن المنازل، ولاهل اليمن يلملم هن لاهلهن، ولكل آت اتى عليهن من غيرهم ممن اراد الحج والعمرة، فمن كان دون ذلك فمن حيث انشا حتى اهل مكة من مكة".
Hum se Mualla bin Asad ne byaan kiya , kaha ke hum se Wuhaib bin Khalid ne byaan kiya , un se Abdullah bin Ta'oos ne byaan kiya , un se in ke baap ne aur un se Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne Madina walon ke liye Zul Hulaifah ko miqaat muqarrar kiya , Shaam walon ke liye Juhfah , Najd walon ke liye Qarn-ul-Manazil aur Yemen walon ke liye Yalamlam . Yeh in mulkon ke bashindon ke miqaat hain aur tamam in doosre musalmanon ke bhi jo in mulkon se guzar kar aayein aur Hajj aur Umrah ka irada rakhte hon . Lekin jo log miqaat ke andar rehte hain to (woh ahram wahin se baandhein) jahan se safar shuroo karein ta-aanke Makka ke log ahram Makka hi se baandhein .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة