الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ مُهَلِّ أَهْلِ نَجْدٍ:
Chapter. The Miqat for the people of Najd.
Show diacritics
Hadith Number: 1527
حدثنا علي، حدثنا سفيان، حفظناه من الزهري، عن سالم، عن ابيه وقت النبي صلى الله عليه وسلم.
Hum se Ali bin Madini ne byaan kiya , kaha ke hum se Sufyan bin Uyaynah ne byaan kiya , kaha ke hum ne Zuhri se yeh hadees yaad rakhi , un se Salim ne kaha aur un se in ke walid ne byaan kiya tha ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne miqaat mutaiyan kar diye thay .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain
Show diacritics
Hadith Number: 1528
حدثنا احمد، حدثنا ابن وهب، قال: اخبرني يونس، عن ابن شهاب، عن سالم بن عبد الله، عن ابيه رضي الله عنه، سمعت رسول الله صلى الله عليه وسلم، يقول:" مهل اهل المدينة ذو الحليفة، ومهل اهل الشام مهيعة وهي الجحفة، واهل نجد قرن"، قال ابن عمر رضي الله عنهما: زعموا ان النبي صلى الله عليه وسلم، قال ولم اسمعه: ومهل اهل اليمن يلملم.
(Doosri sanad) aur Imam Bukhari rahmatullah alaihi ne kaha ke mujh se Ahmad ne byaan kiya , kaha ke hum se Abdullah bin Wahab ne byaan kiya , kaha ke mujhe Yunus ne khabar di , unhein Ibn Shihab ne , unhein Salim bin Abdullah ne aur un se in ke walid ne byaan kiya ke maine Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam se suna , Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya tha ke Madina walon ke liye ahram baandhne ki jagah Zul Hulaifah aur Shaam walon ke liye Muhay'ah yani Juhfah aur Najd walon ke liye Qarn-ul-Manazil . Abdullah bin Umar razi Allahu anhuma ne kaha ke log kehte thay ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke Yemen wale ahram Yalamlam se baandhein lekin maine isay Aap salla Allahu alaihi wasallam se nahi suna .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain