الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ مُهَلِّ أَهْلِ الشَّأْمِ:
Chapter. The Miqat for the people of Sham.
Show diacritics
Hadith Number: 1526
حدثنا مسدد، حدثنا حماد، عن عمرو بن دينار، عن طاوس، عن ابن عباس رضي الله عنهما، قال:" وقت رسول الله صلى الله عليه وسلم لاهل المدينة ذا الحليفة، ولاهل الشام الجحفة، ولاهل نجد قرن المنازل، ولاهل اليمن يلملم، فهن لهن ولمن اتى عليهن من غير اهلهن لمن كان يريد الحج والعمرة، فمن كان دونهن فمهله من اهله، وكذاك حتى اهل مكة يهلون منها".
Hum se Musaddad ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Hammad bin Zaid ne byaan kiya , un se Amru bin Dinar ne byaan kiya , un se Ta'oos ne byaan kiya , aur un se Abdullah bin Abbas razi Allahu anhuma ne byaan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne Madina walon ke liye Zul Hulaifah ko miqaat muqarrar kiya , Shaam walon ke liye Juhfah , Najd walon ke liye Qarn-ul-Manazil aur Yemen walon ke liye Yalamlam . Yeh miqaat in mulk walon ke hain aur in logon ke liye bhi jo in mulkon se guzar kar haram mein dakhil hon aur Hajj ya Umrah ka irada rakhte hon . Lekin jo log miqaat ke andar rehte hon . Yahan tak ke Makka ke log ahram Makka hi se baandhein .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain