الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الزَّكَاة
The Book of Zakat
بَابُ الْبَيْعَةِ عَلَى إِيتَاءِ الزَّكَاةِ:
Chapter. To give Baiah (pledge) for paying Zakat.
Hadith Number: Q1401
{فإن تابوا واقاموا الصلاة وآتوا الزكاة فإخوانكم في الدين}.
Aur Allah paak ne farmaya «fa-in taabu wa-aqamus-salaata wa-aatawuz-zakaata fa-ikhwaanukum fid-deen» agar woh (kuffar o mushrikeen) tauba kar lein aur namaaz qaim karein aur zakat dene lagein to phir woh tumhare deeni bhai hain .
Hadith Number: 1401
حدثنا ابن نمير , قال: حدثني ابي، حدثنا إسماعيل، عن قيس , قال: قال جرير بن عبد الله:" بايعت النبي صلى الله عليه وسلم على إقام الصلاة، وإيتاء الزكاة، والنصح لكل مسلم".
Hum se Muhammad bin Abdullah bin Numair ne byaan kiya ‘ kaha ke mujh se mere walid ne byaan kiya ‘ kaha ke hum se Ismail bin Khalid ne byaan kiya ‘ un se Qais bin Abi Hazim ne byaan kiya ke Jarir bin Abdullah razi Allahu anhu ne kaha ke maine Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam se namaaz qaim karne ‘ zakat dene aur har musalman ke saath khair khwahi karne par bay'at ki thi .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة