الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجَنَائِزِ
The Book of Al-Janaiz (Funerals)
بَابُ مَا يُنْهَى مِنْ سَبِّ الأَمْوَاتِ:
Chapter. What is forbidden as regards: Abusing the dead.
Hadith Number: 1393
حدثنا آدم، حدثنا شعبة، عن الاعمش، عن مجاهد، عن عائشة رضي الله عنها , قالت: قال النبي صلى الله عليه وسلم:" لا تسبوا الاموات فإنهم قد افضوا إلى ما قدموا"، ورواه عبد الله بن عبد القدوس، ومحمد بن انس، عن الاعمش، تابعه علي بن الجعد، وابن عرعرة، وابن ابي عدي، عن شعبة.
Hum se Adam bin Abi Iyas ne byaan kiya ‘ unhon ne kaha hum se Shubah ne byaan kiya ‘ un se Aamash ne byaan kiya ‘ un se Mujahid ne byaan kiya aur un se Umm-ul-Moomineen Aisha razi Allahu anha ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ‘ mardon ko bura na kaho kyunke unhon ne jaisa amal kiya is ka badla pa liya . Is riwayat ki mutaba'at Ali bin Jad ‘ Muhammad bin Ar'arah aur Ibn Abi Adi ne Shubah se ki hai . Aur is ki riwayat Abdullah bin Abdul Quddoos ne Aamash se aur Muhammad bin Anas ne bhi Aamash se ki hai .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة