الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجَنَائِزِ
The Book of Al-Janaiz (Funerals)
بَابُ مَنْ يَدْخُلُ قَبْرَ الْمَرْأَةِ:
Chapter. Who may get down in the grave of a woman.
Show diacritics
Hadith Number: 1342
حدثنا محمد بن سنان، حدثنا فليح بن سليمان، حدثنا هلال بن علي، عن انس رضي الله عنه , قال:" شهدنا بنت رسول الله صلى الله عليه وسلم ورسول الله صلى الله عليه وسلم جالس على القبر، فرايت عينيه تدمعان , فقال: هل فيكم من احد لم يقارف الليلة؟ , فقال ابو طلحة: انا، قال: فانزل في قبرها , فنزل في قبرها فقبرها"، قال ابن مبارك: قال فليح: اراه يعني: الذنب، قال ابو عبد الله: ليقترفوا اي ليكتسبوا.
Hum se Muhammad bin Sinan ne byaan kiya ‘ un se Falih bin Sulayman ne byaan kiya ‘ un se Hilal bin Ali ne byaan kiya ‘ un se Anas bin Malik razi Allahu anhu ne ke hum Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ki beti ke janaza mein hazir thay . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam qabr par baithe huay thay ‘ main ne dekha ke Aap salla Allahu alaihi wasallam ki aankhon se aansu jaari thay . Aap salla Allahu alaihi wasallam ne poocha ke kya aisa aadmi bhi koi yahan hai jo aaj raat ko aurat ke paas na gaya ho . Is par Abu Talha razi Allahu anhu bole ke main hazir hoon . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke phir tum qabr mein utar jao . Anas razi Allahu anhu ne kaha ke woh utar gaye aur mayyat ko dafan kiya . Abdullah bin Mubarak ne byaan kiya ke Falih ne kaha ke mera khayal hai ke «lam yuqarif» ka maani yeh hai ke jis ne gunah na kiya ho . Imam Bukhari rahimahullah ne kaha ke Surah al-Anaam mein jo «liyantarafoo» aaya hai is ka maani yehi hai taake gunah karein .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain