الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجَنَائِزِ
The Book of Al-Janaiz (Funerals)
بَابُ بِنَاءِ الْمَسْجِدِ عَلَى الْقَبْرِ:
Chapter. Building a mosque (a place of worship) at a grave.
Hadith Number: 1341
حدثنا إسماعيل , قال: حدثني مالك، عن هشام، عن ابيه، عن عائشة رضي الله عنها , قالت:" لما اشتكى النبي صلى الله عليه وسلم ذكرت بعض نسائه كنيسة راينها بارض الحبشة , يقال لها: مارية، وكانت ام سلمة وام حبيبة رضي الله عنهما , اتتا ارض الحبشة فذكرتا من حسنها وتصاوير فيها، فرفع راسه , فقال: اولئك إذا مات منهم الرجل الصالح، بنوا على قبره مسجدا , ثم صوروا فيه تلك الصورة، اولئك شرار الخلق عند الله".
Hum se Ismail bin Abi Uwais ne byaan kiya ‘ kaha mujh se Imam Malik ne byaan kiya ‘ un se Hisham bin Urwah ne ‘ un se un ke baap ne aur un se Aisha razi Allahu anha ne ke jab Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam bimar pare to Aap salla Allahu alaihi wasallam ki baaz biwiyon (Umm Salamah razi Allahu anha aur Umm Habiba razi Allahu anha) ne ek girjay ka zikr kiya jise unhon ne Habsha mein dekha tha jis ka naam Mariyah tha . Umm Salamah aur Umm Habiba razi Allahu anha donon Habsh ke mulk mein gayi thin . Unhon ne is ki khubsurti aur is mein rakkhi hui tasaveer ka bhi zikr kiya . Is par Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne sar mubarak utha kar farmaya ke yeh woh log hain ke jab un mein koi salih shakhs mar jata to is ki qabr par masjid tameer kar dete . Phir is ki moorat is mein rakhte . Allah ke nazdeek yeh log saari makhlooq mein bure hain .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة