الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب السهو
The Book of As-Sahw (Forgetting)
بَابُ إِذَا لَمْ يَدْرِ كَمْ صَلَّى ثَلاَثًا أَوْ أَرْبَعًا، سَجَدَ سَجْدَتَيْنِ وَهْوَ جَالِسٌ:
Chapter. When a person forgets whether he has offered three or four Raka (then he should) perform two prostrations while sitting in his last Raka.
Hadith Number: 1231
حدثنا معاذ بن فضالة، حدثنا هشام بن ابي عبد الله الدستوائي، عن يحيى بن ابي كثير، عن ابي سلمة، عن ابي هريرة رضي الله عنه , قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" إذا نودي بالصلاة ادبر الشيطان وله ضراط حتى لا يسمع الاذان، فإذا قضي الاذان اقبل فإذا ثوب بها ادبر، فإذا قضي التثويب اقبل حتى يخطر بين المرء ونفسه، يقول اذكر كذا وكذا ما لم يكن يذكر حتى يظل الرجل إن يدري كم صلى، فإذا لم يدر احدكم كم صلى ثلاثا او اربعا فليسجد سجدتين وهو جالس".
Hum se Ma'az bin Fadalah ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Hisham bin Abi Abdullah Dastuwai ne byaan kiya , un se Yahya bin Abi Kaseer ne , un se Abu Salamah ne aur un se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke jab namaaz ke liye azaan hoti hai to Shaytan hawa kharij karta hua bhagta hai taake azaan na sune , jab azaan poori ho jaati hai to phir aa jata hai . Jab iqamat hoti hai to phir bhaag parta hai . Lekin iqamat khatm hote hi phir aa jata hai aur namazi ke dil mein tarah tarah ke waswasay dalta hai aur kehta hai ke falan falan baat yaad karo , is tarah ise woh baatein yaad dilata hai jo is ke zehan mein nahin thin . Lekin doosri taraf namazi ko yeh bhi yaad nahin rehta ke kitni rakatain is ne parhi hain . Is liye agar kisi ko yeh yaad na rahe ke teen rakat parhein ya chaar to baithe hi baithe sahu ke do sajde kar le .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة