الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب السهو
The Book of As-Sahw (Forgetting)
بَابُ إِذَا سَلَّمَ فِي رَكْعَتَيْنِ أَوْ ثَلاَثٍ فَسَجَدَ سَجْدَتَيْنِ مِثْلَ سُجُودِ الصَّلاَةِ أَوْ أَطْوَلَ:
Chapter. If one finishes his Salat (prayer) with Taslim after offering two or three Rakat (by mistake), then he should perform two prostrations (of Sahw) like ordinary prostrations of the Salat (prayer), or longer.
Show diacritics
Hadith Number: 1227
حدثنا آدم، حدثنا شعبة، عن سعد بن إبراهيم، عن ابي سلمة، عن ابي هريرة رضي الله عنه , قال:" صلى بنا النبي صلى الله عليه وسلم الظهر او العصر فسلم، فقال له ذو اليدين: الصلاة يا رسول الله انقصت، فقال النبي صلى الله عليه وسلم لاصحابه احق ما يقول؟، قالوا: نعم، فصلى ركعتين اخريين، ثم سجد سجدتين"، قال سعد: ورايت عروة بن الزبير صلى من المغرب ركعتين فسلم وتكلم، ثم صلى ما بقي وسجد سجدتين، وقال: هكذا فعل النبي صلى الله عليه وسلم.
Hum se Adam bin Abi Iyas ne byaan kiya , kaha ke hum se Shubah ne byaan kiya , un se Saad bin Ibrahim ne , un se Abu Salamah ne aur un se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne Zohar ya Asar ki namaaz parhayi jab Aap salla Allahu alaihi wasallam ne salam phera to Zul Yadain kehne laga ke ya Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam! kya namaaz ki rakatain kam ho gayi hain ? (kyonke Aap salla Allahu alaihi wasallam ne bhool kar sirf rakaton par salam pher diya tha) Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne apne ashaab se daryaft kiya ke kya yeh sach kehte hain ? Sahaba ne kaha jee han , us ne sahih kaha hai . Tab Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne do rakat aur parhayein phir do sajde kiye . Saad ne byaan kiya ke Urwah bin Zubayr ko main ne dekha ke Aap ne Maghrib ki do rakatain parh kar salam pher diya aur baatein bhi kein . Phir baaqi ek rakat parhi aur do sajde kiye aur farmaya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne isi tarah kiya tha .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain