الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب السهو
The Book of As-Sahw (Forgetting)
بَابُ إِذَا صَلَّى خَمْسًا:
Chapter. If one offers five Raka (instead of four).
Show diacritics
Hadith Number: 1226
حدثنا ابو الوليد، حدثنا شعبة، عن الحكم، عن إبراهيم، عن علقمة، عن عبد الله رضي الله عنه،" ان رسول الله صلى الله عليه وسلم صلى الظهر خمسا , فقيل له: ازيد في الصلاة؟ فقال: وما ذاك، قال: صليت خمسا، فسجد سجدتين بعد ما سلم".
Hum se Abu al-Numan ne byaan kiya , kaha ke hum se Shubah ne byaan kiya , un se Hakam ne , un se Ibrahim Nakhai ne , un se Alqamah ne aur un se Abdullah bin Masood razi Allahu anhu ne ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne Zohar mein paanch rakat parh lein . Is liye Aap salla Allahu alaihi wasallam se poocha gaya ke kya namaaz ki rakatain zyada ho gayi hain ? Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke kya baat hai ? Kehne wale ne kaha ke Aap salla Allahu alaihi wasallam ne paanch rakatain parhi hain . Is par Aap salla Allahu alaihi wasallam ne salam ke baad do sajde kiye .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain