الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب التَّهَجُّد
The Book of Salat-Ut-Tahajjud (Night Prayer)
بَابُ مَا يُكْرَهُ مِنْ تَرْكِ قِيَامِ اللَّيْلِ لِمَنْ كَانَ يَقُومُهُ:
Chapter. It is disliked for a person to leave offering the night SaIat after he has been used to (offering) it.
Hadith Number: 1152
حدثنا عباس بن الحسين، حدثنا مبشر، عن الاوزاعي. ح وحدثني محمد بن مقاتل ابو الحسن , قال: اخبرنا عبد الله، اخبرنا الاوزاعي , قال: حدثني يحيى بن ابي كثير , قال: حدثني ابو سلمة بن عبد الرحمن , قال: حدثني عبد الله بن عمرو بن العاص رضي الله عنهما , قال: قال لي رسول الله صلى الله عليه وسلم:" يا عبد الله لا تكن مثل فلان، كان يقوم الليل فترك قيام الليل"، وقال هشام: حدثنا ابن ابي العشرين، حدثنا الاوزاعي , قال: حدثني يحيى، عن عمر بن الحكم بن ثوبان , قال: حدثني ابو سلمة مثله، وتابعه عمرو بن ابي سلمة، عن الاوزاعي.
Hum se Abbas bin Husayn ne byaan kiya , kaha ke hum se Mubashir bin Ismail Halbi ne , Awzai se byaan kiya (doosri sanad) aur mujh se Muhammad bin Muqatil Abul Hasan ne byaan kiya , kaha ke humein Abdullah bin Mubarak ne khabar di , unhein Imam Awzai ne khabar di kaha ke mujh se Yahya bin Abi Kaseer ne byaan kiya , kaha ke mujh se Abu Salamah bin Abdur Rahman ne byaan kiya , kaha ke mujh se Abdullah bin Amr bin Aas razi Allahu anhuma ne byaan kiya , kaha ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ae Abdullah! falan ki tarah na ho jana woh raat mein ibadat kiya karta tha phir chhor di . Aur Hisham bin Ammar ne kaha ke hum se Abdul Hamid bin Abil Ashrin ne byaan kiya , un se Imam Awzai ne byaan kiya , kaha ke mujh se Yahya ne byaan kiya , un se Amr bin Hakam bin Thauban ne byaan kiya , kaha ke mujh se Abu Salamah bin Abdur Rahman ne , isi tarah phir yehi hadees byaan ki , Ibn Abil Ashrin ki tarah Amr bin Abi Salamah ne bhi is ko Imam Awzai se riwayat kiya .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة