الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَقْصِيرِ الصَّلَاةِ
The Book of Abridged Or Shortened Prayers (At-Taqsir)
بَابُ إِذَا لَمْ يُطِقْ قَاعِدًا صَلَّى عَلَى جَنْبٍ:
Chapter. Whoever cannot offer Salat (prayers) while sitting, can offer Salat while lying on his side.
Hadith Number: Q1117
وقال عطاء: إن لم يقدر ان يتحول إلى القبلة صلى حيث كان وجهه.
Aur Ata rahimahullah ne kaha ke agar qibla rukh hone ki bhi taqat na ho to jis taraf us ka rukh ho udhar hi namaaz parh sakta hai .
Hadith Number: 1117
حدثنا عبدان، عن عبد الله، عن إبراهيم بن طهمان، قال: حدثني الحسين المكتب، عن ابن بريدة، عن عمران بن حصين رضي الله عنه، قال: كانت بي بواسير فسالت النبي صلى الله عليه وسلم عن الصلاة، فقال:" صل قائما، فإن لم تستطع فقاعدا، فإن لم تستطع فعلى جنب".
Hum se Abdan ne byaan kiya , un se Imam Abdullah bin Mubarak ne , un se Ibrahim bin Tahman ne , unhon ne kaha ke mujh se Hussain Maktab ne (jo bachon ko likhna sikhata tha) byaan kiya , un se Ibn Buraidah ne aur un se Imran bin Hussain razi Allahu anhuma ne kaha ke mujhe bawaseer ka marz tha . Is liye main ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se namaaz ke baare mein daryaft kiya . Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke kharay ho kar namaaz parha karo agar is ki bhi taqat na ho to baith kar aur agar is ki bhi na ho to pehlu ke bal lait kar parh lo .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة