الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَقْصِيرِ الصَّلَاةِ
The Book of Abridged Or Shortened Prayers (At-Taqsir)
بَابُ صَلاَةِ الْقَاعِدِ بِالإِيمَاءِ:
Chapter. To offer Salat (prayers) by signs while sitting.
Show diacritics
Hadith Number: 1116
حدثنا ابو معمر، قال: حدثنا عبد الوارث، قال: حدثنا حسين المعلم، عن عبد الله بن بريدة، ان عمران بن حصين وكان رجلا مبسورا، وقال ابو معمر مرة، عن عمران، قال: سالت النبي صلى الله عليه وسلم عن صلاة الرجل وهو قاعد، فقال:" من صلى قائما فهو افضل، ومن صلى قاعدا فله نصف اجر القائم، ومن صلى نائما فله نصف اجر القاعد"، قال ابو عبد الله: نائما عندي مضطجعا ها هنا.
Hum se Abu Muammar ne byaan kiya , kaha ke hum se Abdul Waris ne byaan kiya , kaha ke hum se Hussain Mu'allim ne byaan kiya aur un se Abdullah bin Buraidah ne ke Imran bin Hussain ne jinhen bawaseer ka marz tha . Aur kabhi Abu Muammar ne yun kaha ke Imran bin Hussain razi Allahu anhuma se riwayat hai ke main ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se baith kar namaaz parhne ke baare mein poocha to Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke kharay ho kar namaaz parhna afzal hai lekin agar koi baith kar namaaz parhe to kharay ho kar parhne wale se use aadha sawab mile ga aur lait kar parhne wale ko baith kar parhne wale se aadha sawab mile ga . Abu Abdullah (Imam Bukhari rahimahullah) farmate hain ke hadees ke alfaaz mein «naa'im» «muztaji» ke maani mein hai yani lait kar namaaz parhne wala .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain