الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الِاسْتِسْقَاءِ
The Book of Al-Istisqa.
بَابُ قَوْلِ اللَّهِ تَعَالَى: {وَتَجْعَلُونَ رِزْقَكُمْ أَنَّكُمْ تُكَذِّبُونَ}:
Chapter. The Statement of Allah:“And instead (of thanking Allah) for the provision He gives you, you deny (Him by disbelief)." (V. 56.82)
Hadith Number: Q1038
قال ابن عباس شكركم.
Yani tumhara shukr yahi hai ke tum Allah ko jhutlate ho (yani tumhare hissa mein jhutlane ke siwa aur kuch aaya hi nahi) Abdullah bin Abbas razi Allahu anhuma ne kaha ke hamare rizq se murad shukr hai .
Hadith Number: 1038
حدثنا إسماعيل، حدثني مالك، عن صالح بن كيسان، عن عبيد الله بن عبد الله بن عتبة بن مسعود، عن زيد بن خالد الجهني، انه قال: صلى لنا رسول الله صلى الله عليه وسلم صلاة الصبح بالحديبية على إثر سماء كانت من الليلة، فلما انصرف النبي صلى الله عليه وسلم اقبل على الناس فقال: هل تدرون ماذا قال ربكم؟ قالوا: الله ورسوله اعلم، قال:" اصبح من عبادي مؤمن بي وكافر، فاما من قال مطرنا بفضل الله ورحمته فذلك مؤمن بي كافر بالكوكب، واما من قال بنوء كذا وكذا فذلك كافر بي مؤمن بالكوكب".
Hum se Ismail bin Ayub ne byaan kiya , unhon ne kaha ke mujh se Imam Malik ne byaan kiya , unhon ne Saaleh bin Kaisan se byaan kiya , in se Ubaidullah bin Abdullah bin Utbah bin Masood ne byaan kiya , in se Zayed bin Khalid Juhani razi Allahu anhu ne byaan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne Hudaibiyah mein hum ko subah ki namaaz parhayi . Raat ko barish ho chuki thi namaaz ke baad Aap salla Allahu alaihi wasallam logun ki taraf mutawajje hue aur farmaya maloom hai tumhare Rabb ne kya faisla kiya hai? Log bole ke Allah Ta'ala aur us ke Rasool khoob jaante hain . Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke Parvardigar farmata hai aaj mere do tarah ke bandun ne subah ki . Aik momin hai aik kafir . Jis ne kaha Allah ke fazl o rehm se pani para woh to mujh par imaan laya aur sitarun ka munkir hua aur jis ne kaha falan taare ke falan jagah aane se pani para us ne mera kufr kiya , tarun par imaan laya .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة