الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجُمُعَةِ
The Book of Al-Jumuah (Friday)
بَابُ الإِنْصَاتِ يَوْمَ الْجُمُعَةِ وَالإِمَامُ يَخْطُبُ:
Chapter. One should keep quiet and listen while the Imam is delivering the Khutba (religious talk) on friday.
Show diacritics
Hadith Number: Q934
وقال سلمان عن النبي صلى الله عليه وسلم ينصت إذا تكلم الإمام
Aur yeh bhi laghwi harkat hai ke apne paas baithe hue shakhs se koi kahe ke ”chup reh“ Salman Farsi razi Allahu anhu ne bhi Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se naqal kiya ke Imam jab khutbah shuroo kare to khamosh ho jaana chahiye .


Show diacritics
Hadith Number: 934
حدثنا يحيى بن بكير، قال: حدثنا الليث، عن عقيل، عن ابن شهاب، قال: اخبرني سعيد بن المسيب، ان ابا هريرة اخبره، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم قال:" إذا قلت لصاحبك يوم الجمعة انصت والإمام يخطب فقد لغوت".
Hum se Yahya bin Bukayr ne byaan kiya , kaha ke hum se Layth bin Saad ne Aqeel se byaan kiya , un se Ibn Shihab ne , unhon ne kaha ke mujhe Saeed bin Musayyib ne khabar di aur unhein Abu Hurairah razi Allahu anhu ne khabar di ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya jab Imam Juma ka khutbah de raha ho aur tu apne paas baithe hue aadmi se kahe ke ”chup reh“ to tu ne khud aik laghwi harkat ki .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain