الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
أَبْوَابُ صِفَةِ الصَّلَاةِ
The Book of Adhan (Sufa-tus-Salat)
بَابُ يُطَوِّلُ فِي الرَّكْعَةِ الأُولَى:
Chapter. To prolong the first Raka.
Show diacritics
Hadith Number: 779
حدثنا ابو نعيم، حدثنا هشام، عن يحيى بن ابي كثير، عن عبد الله بن ابي قتادة، عن ابيه،" ان النبي صلى الله عليه وسلم كان يطول في الركعة الاولى من صلاة الظهر ويقصر في الثانية، ويفعل ذلك في صلاة الصبح".
Hum se Abu Naeem Fadl bin Dukayn ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Hisham Dastuwai ne byaan kiya , unhon ne Yahya bin Abi Kathir se byaan kiya , unhon ne Abdullah bin Abi Qatadah se , unhon ne apne walid Abu Qatadah razi Allahu anhu se ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam Zuhr ki pehli rakat mein (qiraat) taweel karte thay aur doosri rakat mein mukhtasar . Subah ki namaaz mein bhi Aap salla Allahu alaihi wasallam isi tarah karte thay .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain