الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
أَبْوَابُ صِفَةِ الصَّلَاةِ
The Book of Adhan (Sufa-tus-Salat)
بَابُ إِذَا أَسْمَعَ الإِمَامُ الآيَةَ:
Chapter. (In a quiet prayer) if the Imam recites a Verse or so audibly.
Show diacritics
Hadith Number: 778
حدثنا محمد بن يوسف، حدثنا الاوزاعي، حدثني يحيى بن ابي كثير، حدثني عبد الله بن ابي قتادة، عن ابيه،" ان النبي صلى الله عليه وسلم كان يقرا بام الكتاب وسورة معها في الركعتين الاوليين من صلاة الظهر وصلاة العصر ويسمعنا الآية احيانا، وكان يطيل في الركعة الاولى".
Hum se Muhammad bin Yusuf Faryabi ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Imam Abdur Rahman Awzai ne byaan kiya , unhon ne kaha ke mujh se Yahya bin Abi Kathir ne byaan kiya , unhon ne kaha ke mujh se Abdullah bin Abi Qatadah ne byaan kiya , woh apne walid Abu Qatadah razi Allahu anhu se ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam Zuhr aur Asr ki do pehli rakaton mein Surah Fatihah aur koi aur surat parhte thay . Kabhi kabhi Aap salla Allahu alaihi wasallam koi aayat hamein suna bhi diya karte thay . Pehli rakat mein qiraat zyada taweel karte thay .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain