الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
أَبْوَابُ صِفَةِ الصَّلَاةِ
The Book of Adhan (Sufa-tus-Salat)
بَابُ جَهْرِ الإِمَامِ بِالتَّأْمِينِ:
Chapter. Saying of Amin aloud by the Imam.
Show diacritics
Hadith Number: Q780
وقال عطاء: آمين دعاء امن ابن الزبير ومن وراءه حتى إن للمسجد للجة وكان ابو هريرة ينادي الإمام لا تفتني بآمين، وقال نافع: كان ابن عمر لا يدعه ويحضهم وسمعت منه في ذلك خيرا.
(jahri namazon mein) imam ka buland awaaz se «Ameen» kehna masnoon hai aur Ata bin Abi Rabah ne kaha ke «Ameen» ek dua hai aur Abdullah bin Zubayr razi Allahu anhuma aur un logon ne jo Aap ke peeche (namaaz parh rahe) thay . Is zor se «Ameen» kahi ke masjid goonj uthi aur Abu Hurayrah razi Allahu anhu imam se keh diya karte thay ke «Ameen» se hamein mehroom na rakhna aur Nafi ne kaha ke Ibn Umar razi Allahu anhuma «Ameen» kabhi nahi chhortay aur logon ko is ki targhib bhi diya karte thay . Main ne Aap se is ke mutalliq ek hadees bhi suni thi .


Show diacritics
Hadith Number: 780
حدثنا عبد الله بن يوسف، قال: اخبرنا مالك، عن ابن شهاب، عن سعيد بن المسيب، وابي سلمة بن عبد الرحمن انهما اخبراه عن ابي هريرة، ان النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" إذا امن الإمام فامنوا، فإنه من وافق تامينه تامين الملائكة غفر له ما تقدم من ذنبه"، وقال ابن شهاب: وكان رسول الله صلى الله عليه وسلم يقول: آمين.
Hum se Abdullah bin Yusuf Taneesi ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hamein Imam Malik ne khabar di unhon ne Ibn Shihab se , unhon ne Saeed bin Musayyab aur Abu Salamah bin Abdur Rahman ke wastay se , unhon ne Abu Hurayrah razi Allahu anhu se khabar di ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke jab imam «Ameen» kahe to tum bhi «Ameen» kaho . Kyunke jis ki «Ameen» malaika ke Ameen ke saath ho gayi us ke pichhle tamam gunah maaf kar diye jayen ge . Ibn Shihab ne byaan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam «Ameen» kehtay thay .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain