الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
أَبْوَابُ صِفَةِ الصَّلَاةِ
The Book of Adhan (Sufa-tus-Salat)
بَابُ الاِلْتِفَاتِ فِي الصَّلاَةِ:
Chapter. To look hither and thither in As-Salat (the prayer).
Show diacritics
Hadith Number: 751
حدثنا مسدد، قال: حدثنا ابو الاحوص، قال: حدثنا اشعث بن سليم، عن ابيه، عن مسروق، عن عائشة، قالت:" سالت رسول الله صلى الله عليه وسلم عن الالتفات في الصلاة؟ فقال: هو اختلاس يختلسه الشيطان من صلاة العبد".
Hum se Musaddad bin Musarhad ne byaan kiya , kaha ke hum se Abul Ahwas Salam bin Saleem ne byaan kiya , kaha ke hum se Ashath bin Saleem ne byaan kiya apne walid ke wastay se , unhon ne Masrooq bin Ajda se , unhon ne Aishah razi Allahu anha se Aap ne batlaya ke main ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam se namaaz mein idhar udhar dekhne ke bare mein poocha . Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke yeh to daka hai jo shaytan bande ki namaaz par daalta hai .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain
Show diacritics
Hadith Number: 752
حدثنا قتيبة، قال: حدثنا سفيان، عن الزهري، عن عروة، عن عائشة،" ان النبي صلى الله عليه وسلم صلى في خميصة لها اعلام، فقال: شغلتني اعلام هذه، اذهبوا بها إلى ابي جهم واتوني بانبجانية".
Hum se Qutaybah bin Saeed ne byaan kiya , kaha ke hum se Sufyan bin Uyaynah ne Zuhri se byaan kiya , unhon ne Urwah se , unhon ne Aishah razi Allahu anha se ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne ek dhaari daar chaadar mein namaaz parhi . Phir farmaya ke us ke naqsh o nigaar ne mujhe ghaafil kar diya . Usay le ja kar Abu Jahm ko wapas kar do aur un se (bajaye is ke) saadi chaadar maang laao .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain