الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَذَانِ
The Book of Adhan
بَابُ إِذَا لَمْ يَنْوِ الإِمَامُ أَنْ يَؤُمَّ ثُمَّ جَاءَ قَوْمٌ فَأَمَّهُمْ:
Chapter. If the Imam has not had the intention of leading the prayer and then some persons join him and he leads them.
Show diacritics
Hadith Number: 699
حدثنا مسدد، قال: حدثنا إسماعيل بن إبراهيم، عن ايوب، عن عبد الله بن سعيد بن جبير، عن ابيه، عن ابن عباس، قال:" بت عند خالتي فقام النبي صلى الله عليه وسلم يصلي من الليل، فقمت اصلي معه فقمت عن يساره فاخذ براسي فاقامني عن يمينه".
Hum se Musaddad bin Musarhad ne byaan kiya , kaha ke hum se Ismail bin Ibrahim ne Ayyub Sakhtiyani se byaan kiya , unhon ne Abdullah bin Saeed bin Jubayr se , unhon ne apne baap se , unhon ne Ibn Abbas razi Allahu anhuma se ke Aap ne batlaya ke main ne ek dafa apni khala Maymunah razi Allahu anha ke ghar raat guzari . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam raat mein namaaz parhne ke liye kharay huay to main bhi Aap salla Allahu alaihi wasallam ke saath namaaz mein shareek ho gaya . Main (ghalti se) Aap salla Allahu alaihi wasallam ke bayen taraf khara ho gaya tha . Phir Aap salla Allahu alaihi wasallam ne mera sar pakar ke daayen taraf kar diya . (taake sahi taur par khara ho jaon) .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain