الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب التَّمَنِّي
The Book of Wishes
بَابُ كَرَاهِيَةِ التَّمَنِّي لِقَاءَ الْعَدُوِّ:
Chapter. It is disapproved to long for meeting the enemy.
Show diacritics
Hadith Number: Q7237
ورواه الاعرج عن ابي هريرة عن النبي صلى الله عليه وسلم
Ise A'raj ne Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se, unhon ne Nabi Kareem صلی اللہ علیہ وسلم se naql kiya hai.


Show diacritics
Hadith Number: 7237
حدثني عبد الله بن محمد، حدثنا معاوية بن عمرو، حدثنا ابو إسحاق، عن موسى بن عقبة، عن سالم ابي النضر مولى عمر بن عبيد الله، وكان كاتبا له، قال: كتب إليه عبد الله بن ابي اوفى، فقراته، فإذا فيه: ان رسول الله صلى الله عليه وسلم، قال:" لا تتمنوا لقاء العدو، وسلوا الله العافية".
`Mujh se Abdullah bin Muhammad Musnadi ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Muawiya bin Amr ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Abu Ishaq ne bayan kiya, un se Musa bin Uqba ne bayan kiya, un se Umar bin Ubaidullah ke gulam Salim Abun Nazr ne bayan kiya, jo apne aqa ke katib thay bayan kiya ke Abdullah bin Abi Aufa Radi Allahu Anhuma ne unhein likha aur mein ne ise parha to is mein yeh mazmoon tha ke Rasul Allah صلی اللہ علیہ وسلم ne farmaya hai ke dushman se mud-bhed hone ki tamanna na karo aur Allah se aafiyat ki dua manga karo.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain