الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَحْكَامِ
The Book of Al-Ahkam (Judgements)
بَابُ مَوْعِظَةِ الإِمَامِ لِلْخُصُومِ:
Chapter. The advice of the Imam (ruler) to the litigants.
Show diacritics
Hadith Number: 7169
حدثنا عبد الله بن مسلمة، عن مالك، عن هشام، عن ابيه، عن زينب بنت ابي سلمة، عن ام سلمة رضي الله عنها، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم، قال:" إنما انا بشر وإنكم تختصمون إلي، ولعل بعضكم ان يكون الحن بحجته من بعض، فاقضي على نحو ما اسمع، فمن قضيت له من حق اخيه شيئا فلا ياخذه، فإنما اقطع له قطعة من النار".
`Hum se Abdullah bin Maslama ne bayan kiya, kaha hum se Imam Malik ne, un se Hisham ne, un se un ke walid ne, un se Zainab bint Abi Salama ne aur un se Umm-e-Salama Radi Allahu Anha ne ke Rasul Allah صلی اللہ علیہ وسلم ne farmaya ”Bilashuba mein ek insan hoon, tum mere paas apne jhagde late ho mumkin hai tum mein se baaz apne muqaddama ko pesh karne mein fareeq-e-sani ke muqabla mein zyada charb-zaban ho aur mein tumhari baat sun kar faisla kar doon to jis shakhs ke liye mein is ke bhai (fareeq-e-mukhalif) ka koi haqq dila doon, chahiye ke wo ise na le kyunke yeh aag ka ek tukda hai jo mein ise deta hoon.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain