الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الْأَيْمَانِ وَالنُّذُورِ
The Book of Oaths and Vows
بَابُ الْيَمِينِ الْغَمُوسِ:
Chapter. Al-Ghamus oath.
Show diacritics
Hadith Number: Q6675
ولا تتخذوا ايمانكم دخلا بينكم فتزل قدم بعد ثبوتها وتذوقوا السوء بما صددتم عن سبيل الله ولكم عذاب عظيم سورة النحل آية 94 دخلا مكرا وخيانة.
Aur Allah ne (Surah al-Nahl mein) farmaya «wa laa tat-takhizhooo aimaanikum dakhalum-bainakum fa-tazil-la qadamum-ba-da subootihaa wa tazhoo-quus-sooo-a bimaa sadat-tum an sabilillaahi wa lakum azhaabun azheemun» ke ”apni qasmon ko aapas mein fasad ki buniyaad na banao is liye ke Islam par logon ka qadam jame aur phir ukharr jaye aur Allah ki raah se rokne ke badle tum ko dozakh ka azab chakhna pare , tum ko sakht saza di jaye“ . Is aayat mein jo «dakhalan» ka lafz hai is ke maani dagha aur fareib ke hain . «ghamsa» ke maani dobo dena .


Show diacritics
Hadith Number: 6675
حدثنا محمد بن مقاتل، اخبرنا النضر، اخبرنا شعبة، حدثنا فراس، قال: سمعت الشعبي، عن عبد الله بن عمرو، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" الكبائر: الإشراك بالله، وعقوق الوالدين، وقتل النفس، واليمين الغموس".
Hum se Muhammad bin Muqatil ne bayan kiya , unhon ne kaha hum ko Nadr ne khabar di , kaha hum ko Shubah ne khabar di , kaha hum se Firas ne bayan kiya , kaha ke main ne Shabi se suna , unhon ne Abdullah bin Amr se ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”kabeera gunah Allah ke saath shirk karna , walidain ki nafarmani karna , kisi ki nahaq jaan lena aur «yameen-ul-ghamoosu» qasdan jhooti qasam khane ko kehte hain .“


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain