الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الْأَيْمَانِ وَالنُّذُورِ
The Book of Oaths and Vows
بَابُ عَهْدِ اللَّهِ عَزَّ وَجَلَّ:
Chapter. (What is said regarding) The Covenant of Allah.
Show diacritics
Hadith Number: 6659
حدثني محمد بن بشار، حدثنا ابن ابي عدي، عن شعبة، عن سليمان، ومنصور، عن ابي وائل، عن عبد الله رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" من حلف على يمين كاذبة، يقتطع بها مال رجل مسلم، او قال: اخيه، لقي الله وهو عليه غضبان"، فانزل الله تصديقه: إن الذين يشترون بعهد الله سورة آل عمران آية 77.
Mujh se Muhammad bin Bashar ne bayan kiya , unhon ne kaha hum se Muhammad bin Abi Adi ne bayan kiya , in se Shubah ne , in se Sulayman wa Mansoor ne bayan kiya , in se Abu Wail ne bayan kiya , aur in se Abdullah bin Masood razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”jis ne jhooti qasam is maqsud se khayi ke kisi Musalman ka maal is ke zariye najaiz tariqe par haasil kare to woh Allah Ta'ala se is haal mein mile ga ke woh is par ghazhab-naak ho ga . Phir Allah Ta'ala ne is ki tasdeeq nazil ki (Quran Majeed mein ke) «innallazheena yashtaroona bi-ahdillaahi» bilashubha woh log jo Allah ke ahad ke zariye khareedte hain .“


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain
Show diacritics
Hadith Number: 6660
قال سليمان في حديثه: فمر الاشعث بن قيس، فقال: ما يحدثكم عبد الله؟ قالوا له: فقال الاشعث: نزلت في، وفي صاحب لي، في بئر كانت بيننا.
Sulayman ne bayan kiya ke phir Ash'as bin Qays razi Allahu anhu wahan se guzre aur poochha ke Abdullah tum se kya bayan kar rahe thay . Hum ne in se bayan kiya to Ash'as razi Allahu anhu ne kaha ke yeh aayat mere aur mere ek saathi ke baare mein nazil hui ku , ek kunwien ke silsile mein hum donon ka jhagra thu .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain