الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الْأَيْمَانِ وَالنُّذُورِ
The Book of Oaths and Vows
بَابُ إِذَا قَالَ أَشْهَدُ بِاللَّهِ، أَوْ شَهِدْتُ بِاللَّهِ:
Chapter. If one says:“I bear witness swearing by Allah”or "I have borne witness swearing by Allah."
Show diacritics
Hadith Number: 6658
حدثنا سعد بن حفص، حدثنا شيبان، عن منصور، عن إبراهيم، عن عبيدة، عن عبد الله، قال: سئل النبي صلى الله عليه وسلم، اي الناس خير؟ قال:" قرني، ثم الذين يلونهم، ثم الذين يلونهم، ثم يجيء قوم تسبق شهادة احدهم يمينه، ويمينه شهادته"، قال إبراهيم: وكان اصحابنا ينهونا ونحن غلمان، ان نحلف بالشهادة والعهد.
Hum se Saad bin Hafs ne bayan kiya , kaha hum se Shayban ne bayan kiya , in se Mansoor ne , in se Ibrahim ne , in se Ubaidah ne aur in se Abdullah bin Masood razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se poochha gaya ke kaun log achhe hain . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke mera zamana , phir woh log jo is se qareeb hon ge phir woh log jo is se qareeb hon ge . Is ke baad ek aaisi qaum paida ho gi jis ki gawahi qasam se pehle zaban par aa jaya kare gi aur qasam gawahi se pehle . Ibrahim ne kaha ke hamare asatiza jab hum kam umr thay to hamain qasam khane se mana kiya karte thay ke hum gawahi ya ahad mein qasam khayein .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain