الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب مَوَاقِيتِ الصَّلَاةِ
The Book of The Times of As-Salat (The Prayers) and Its Superiority
بَابُ الصَّلَوَاتُ الْخَمْسُ كَفَّارَةٌ:
Chapter. The five Salat (prayers) are expiations (of sins).
Show diacritics
Hadith Number: 528
حدثنا إبراهيم بن حمزة، قال: حدثني ابن ابي حازم، والدراوردي، عن يزيد، عن محمد بن إبراهيم، عن ابي سلمة بن عبد الرحمن، عن ابي هريرة، انه سمع رسول الله صلى الله عليه وسلم، يقول:" ارايتم لو ان نهرا بباب احدكم يغتسل فيه كل يوم خمسا ما تقول ذلك يبقي من درنه، قالوا: لا يبقي من درنه شيئا، قال: فذلك مثل الصلوات الخمس، يمحو الله به الخطايا".
Hum se Ibrahim bin Hamza ne bayan kiya , kaha hum se Abdul Aziz bin Abi Hazim aur Abdul Aziz bin Muhammad Darawardi ne Yazid bin Abdullah ki riwayat se , unhon ne Muhammad bin Ibrahim Taimi se , unhon ne Abu Salama bin Abdur Rahman bin Awf raziyallahu anhu se , unhon ne Abu Hurairah raziyallahu anhu se ke unhon ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wa sallam se suna aap salla Allahu alaihi wa sallam farmate thay ke agar kisi shakhs ke darwaze par nahr jari ho aur woh rozana is mein paanch paanch dafa nahaye to tumhara kya guman hai . Kya is ke badan par kuch bhi mail baqi reh sakta hai ? Sahaba ne arz ki ke nahi ya Rasool Allah! hargiz nahi . Aap salla Allahu alaihi wa sallam ne farmaya ke yahi haal pancho waqt ki namazon ka hai ke Allah pak un ke zariye se gunahon ko mita deta hai .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain