الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب مَوَاقِيتِ الصَّلَاةِ
The Book of The Times of As-Salat (The Prayers) and Its Superiority
بَابُ فَضْلِ الصَّلاَةِ لِوَقْتِهَا:
Chapter. Superiority of offering As-Salat (the prayer) at the stated times.
Show diacritics
Hadith Number: 527
حدثنا ابو الوليد هشام بن عبد الملك، قال: حدثنا شعبة، قال: الوليد بن العيزار اخبرني، قال: سمعت ابا عمرو الشيباني، يقول: حدثنا صاحب واشار إلى دار عبد الله، هذه الدار، قال:" سالت النبي صلى الله عليه وسلم، اي العمل احب إلى الله؟ قال: الصلاة على وقتها، قال: ثم اي؟ قال: ثم بر الوالدين، قال: ثم اي؟ قال: الجهاد في سبيل الله، قال: حدثني بهن ولو استزدته لزادني".
Hum se Abul Waleed Hisham bin Abdul Malik ne bayan kiya , kaha hum se Shoba ne , unhon ne kaha ke mujhe Waleed bin Aizar Kufi ne khabar di , kaha ke mein ne Abu Amr wa Shaibani se suna , woh kehte thay ke mein ne is ghar ke malik se suna , aap Abdullah bin Masood raziyallahu anhu ke ghar ki taraf ishara kar rahe thay unhon ne farmaya ke mein ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wa sallam se poocha ke Allah Taala ki bargah mein kon sa amal zyada mahboob hai ? Aap salla Allahu alaihi wa sallam ne farmaya ke apne waqt par namaz parhna , phir poocha , is ke baad , farmaya walidain ke sath neik muamla rakhna . Poocha is ke baad , aap salla Allahu alaihi wa sallam ne farmaya ke Allah ki raah mein jihad karna . Ibn Masood raziyallahu anhu ne farmaya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wa sallam ne mujhe yeh tafseel batayi aur agar mein aur sawalat karta to aap salla Allahu alaihi wa sallam aur zyada bhi batlate . Lekin mein ne butor adab khamoshi ikhtiyar ki .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain