الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الرِّقَاقِ
The Book of Ar-Riqaq (Softening of The Hearts)
بَابُ مَا يُتَّقَى مِنْ مُحَقَّرَاتِ الذُّنُوبِ:
Chapter. What minor sins should be warded off.
Show diacritics
Hadith Number: 6492
حدثنا ابو الوليد، حدثنا مهدي، عن غيلان، عن انس رضي الله عنه، قال:" إنكم لتعملون اعمالا هي ادق في اعينكم من الشعر، إن كنا لنعدها على عهد النبي صلى الله عليه وسلم من الموبقات"، قال ابو عبد الله: يعني بذلك المهلكات.
Hum se Abu al-Waleed ne bayan kiya , kaha hum se Mahdi ne bayan kiya , in se Ghailan ne , in se Anas razi Allahu anhu ne , unhon ne kaha ke tum aise aise amal karte ho jo tumhari nazar mein baal se zyada bareek hain (tum usay haqeer samajhte ho , bara gunah nahi samajhte) aur hum log Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke zamana mein in kaamon ko halak kar dene wala samajhte thay . Imam Bukhari rahmahullah ne kaha ke hadees mein jo lafz «maubiqaat» hai is ka maani halak karne wale .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain