الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الدَّعَوَاتِ
The Book of Invocations
بَابُ التَّعَوُّذِ مِنْ فِتْنَةِ الْفَقْرِ:
Chapter. To seek refuge with Allah from the Fitnah (trial and affliction) of poverty.
Hadith Number: 6377
حدثنا محمد، اخبرنا ابو معاوية، اخبرنا هشام بن عروة، عن ابيه، عن عائشة رضي الله عنها، قالت: كان النبي صلى الله عليه وسلم، يقول:" اللهم إني اعوذ بك من فتنة النار، وعذاب النار، وفتنة القبر، وعذاب القبر، وشر فتنة الغنى، وشر فتنة الفقر، اللهم إني اعوذ بك من شر فتنة المسيح الدجال، اللهم اغسل قلبي بماء الثلج والبرد، ونق قلبي من الخطايا كما نقيت الثوب الابيض من الدنس، وباعد بيني وبين خطاياي كما باعدت بين المشرق والمغرب، اللهم إني اعوذ بك من الكسل، والماثم، والمغرم".
Hum se Muhammad bin Bashar ne bayan kiya, unhon ne kaha hum ko Abu Muawiyah ne khabar di, unhon ne kaha hum ko Hisham bin Urwah ne khabar di, unhein un ke walid Urwah bin Zubayr ne aur in se Umm al-Momineen Aisha Siddiqa razi Allahu anha ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam yeh dua kiya karte thay «allaahumma innee aoozhu bika min fitnatin-naari wa azhaabin-naari, wa fitnatil-qabri wa azhaabil-qabri, wa sharri fitnatil-ghinaa wa sharri fitnatil-faqri, allaahumma innee aoozhu bika min sharri fitnatil-maseehid-daj-jaali, allaahum-magh-sil qalbee bi-maa-is-salji wal-baradi, wa naqqi qalbee minal-khataayaa kamaa naqqaitas-saubal-abyadha min-ad-danasi, wa baaid bainee wa baina khataayaaya, kamaa baaad-ta bainal-mashriqi wal-maghribi, allaahumma innee aoozhu bika minal-kasali, wal-masami wal-maghrami» ”Ae Allah! Main teri panah maangta hoon dozakh ke fitna se aur dozakh ke azab se aur qabr ki aazmaish se aur qabr ke azab se aur maaldari ki buri aazmaish se aur muhtaji ki buri aazmaish se aur Maseeh Dajjal ki buri aazmaish se. Ae Allah! Mere dil ko barf aur olay ke pani se dho de aur mere dil ko khatayon se saaf kar de jaisa ke sufaid kapre ko mail se saaf karta hai aur meere aur meri khatayon ke darmiyan itni doori kar de jitni doori mashriq o maghrib mein hai. Ae Allah! Main teri panah maangta hoon susti se, gunah se aur qarz se.“
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة