الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الدَّعَوَاتِ
The Book of Invocations
بَابُ الدُّعَاءِ بِكَثْرَةِ الْمَالِ مَعَ الْبَرَكَةِ:
Chapter. The invocation (to invoke Allah) for an increase in wealth and offspring, and for Allah’s Blessing.
Hadith Number: 6378
حدثني محمد بن بشار، حدثنا غندر، حدثنا شعبة، قال: سمعت قتادة، عن انس، عن ام سليم، انها قالت: يا رسول الله، انس خادمك ادع الله له، قال:" اللهم اكثر ماله وولده، وبارك له فيما اعطيته"، وعن هشام بن زيد، سمعت انس بن مالك، مثله.
Mujh se Muhammad bin Bashar ne bayan kiya, kaha hum se Ghundar (Muhammad bin Jafar) ne bayan kiya, kaha hum se Shubah ne bayan kiya, kaha ke main ne Qatadah se suna, in se Anas razi Allahu anhu ne bayan kiya aur in se Umm Sulaym razi Allahu anha ne kaha ke unhon ne kaha: ya Rasool اللہ! Anas Aap salla Allahu alaihi wasallam ka khadim hai is ke liye Allah se dua kijiye. Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne dua farmayi «allaahumma aksir maalahoo, wa waladahoo, wa baarik lahoo feemaa aataitahoo» ”Ae Allah! Is ke maal o aulad mein zyadi kar aur jo kuch tu usay de is mein barkat ata farma.“ Aur Hisham bin Zaid se riwayat hai ke unhon ne Anas bin Malik razi Allahu anhu se isi tarah suna.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 6379