الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الدَّعَوَاتِ
The Book of Invocations
بَابُ الاِسْتِعَاذَةِ مِنْ فِتْنَةِ الْغِنَى:
Chapter. To seek refuge with Allah from the Fitnah (trial and affliction etc.) of wealth.
Show diacritics
Hadith Number: 6376
حدثنا موسى بن إسماعيل، حدثنا سلام بن ابي مطيع، عن هشامa>، عن ابيه، عن خالته، ان النبي صلى الله عليه وسلم كان يتعوذ:" اللهم إني اعوذ بك من فتنة النار، ومن عذاب النار، واعوذ بك من فتنة القبر، واعوذ بك من عذاب القبر، واعوذ بك من فتنة الغنى، واعوذ بك من فتنة الفقر، واعوذ بك من فتنة المسيح الدجال".
Hum se Musa bin Ismail ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Salam bin Abi Mutee ne bayan kiya, in se Hisham bin Urwah ne bayan kiya, in se un ke walid Urwah bin Zubayr ne aur in se in ki khala (Umm al-Momineen Aisha Siddiqa razi Allahu anha) ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam panah maanga karte thay kaha «allaahumma innee aoozhu bika min fitnatin-naari wa min azhaabin-naari, wa aoozhu bika min fitnatil-qabri, wa aoozhu bika min azhaabil-qabri, wa aoozhu bika min fitnatil-ghinaa, wa aoozhu bika min fitnatil-faqri, wa aoozhu bika min fitnatil-maseehid-daj-jaali» ”Ae Allah! Main teri panah maangta hoon dozakh ki aazmaish se, dozakh ke azab se aur teri panah maangta hoon qabr ki aazmaish se aur teri panah maangta hoon qabr ke azab se aur teri panah maangta hoon maaldari ki aazmaish se aur teri panah maangta hoon Maseeh Dajjal ki aazmaish se.“


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain