الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الدَّعَوَاتِ
The Book of Invocations
بَابُ الدُّعَاءِ بِالْمَوْتِ وَالْحَيَاةِ:
Chapter. The invocation for death or life.
Show diacritics
Hadith Number: 6349
حدثنا مسدد، حدثنا يحيى، عن إسماعيل، عن قيس، قال: اتيت خبابا وقد اكتوى سبعا، قال:" لولا ان رسول الله صلى الله عليه وسلم نهانا ان ندعو بالموت لدعوت به"،
`Hum se Musaddad bin Musarhad ne bayan kiya, kaha hum se Yahya bin Saeed Qattan ne bayan kiya, un se Ismail bin Abi Khalid ne bayan kiya, un se Qais bin Abi Hazim ne bayan kiya, kaha ke mein Khabbab bin Arat Radi Allahu Anhu ki khidmat mein hazir hua unhon ne saat daagh (kisi bimari ke ilaj ke liye) lagwaye thay. Unhon ne kaha ke Rasul Allah صلی اللہ علیہ وسلم ne agar humein maut ki dua karne se mana na kiya hota to mein zaroor is ki dua karta.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain
Show diacritics
Hadith Number: 6350
حدثنا محمد بن المثنى، حدثنا يحيى، عن إسماعيل، قال: حدثني قيس، قال: اتيت خبابا وقد اكتوى سبعا في بطنه، فسمعته يقول:" لولا ان النبي صلى الله عليه وسلم نهانا ان ندعو بالموت لدعوت به".
`Hum se Muhammad bin Musanna ne bayan kiya, kaha hum se Yahya Qattan ne bayan kiya, un se Ismail bin Abi Khalid ne bayan kiya, un se Qais bin Abi Hazim ne bayan kiya, kaha ke mein Khabbab bin Arat Radi Allahu Anhu ki khidmat mein hazir hua unhon ne apne pait par saat daagh lagwa rakhe thay, mein ne suna ke wo keh rahe thay ke agar Nabi Kareem صلی اللہ علیہ وسلم ne humein maut ki dua karne se mana na kiya hota to mein is ki zaroor dua kar leta.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain
Show diacritics
Hadith Number: 6351
حدثنا ابن سلام، اخبرنا إسماعيل بن علية، عن عبد العزيز بن صهيب، عن انس رضي الله عنه، قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" لا يتمنين احد منكم الموت لضر نزل به، فإن كان لا بد متمنيا للموت، فليقل: اللهم احيني ما كانت الحياة خيرا لي، وتوفني إذا كانت الوفاة خيرا لي".
`Hum se Muhammad bin Salam ne bayan kiya, unhon ne kaha hum ko Ismail bin Aliyya ne khabar di, unhon ne kaha humein Abdul Aziz bin Suhaib ne bataya aur un se Anas Radi Allahu Anhu ne bayan kiya ke Rasul Allah صلی اللہ علیہ وسلم ne farmaya ”Tum mein se koi shakhs kisi takleef ki wajah se jo ise hone lagi ho, maut ki tamanna na kare. Agar maut ki tamanna zaroori hi ho jaye to yeh kahe ke Ae Allah! jab tak mere liye zindagi behtar hai mujhe zinda rakhiyo aur jab mere liye maut behtar ho to mujhe utha lijiyo.“


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain