الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَدَبِ
The Book of Al-Adab (Good Manners)
بَابُ الرَّجُلِ يَنْكُتُ الشَّيْءَ بِيَدِهِ فِي الأَرْضِ:
Chapter. One may scrape up the ground with something in hand.
Show diacritics
Hadith Number: 6217
حدثنا محمد بن بشار، حدثنا ابن ابي عدي، عن شعبة، عن سليمان، ومنصور، عن سعد بن عبيدة، عن ابي عبد الرحمن السلمي، عن علي رضي الله عنه، قال: كنا مع النبي صلى الله عليه وسلم في جنازة، فجعل ينكت الارض بعود، فقال:" ليس منكم من احد إلا وقد فرغ من مقعده من الجنة والنار"، فقالوا: افلا نتكل. قال:" اعملوا فكل ميسر فاما من اعطى واتقى سورة الليل آية 5" الآية..
Hum se Muhammad bin Bashar ne bayan kiya kaha hamase Ibn Abi Adi ne bayan kiya, in se Shubah ne, in se Sulayman wa Mansoor ne, in se Saad bin Ubaidah ne in se Abu Abd-ur-Rahman Salmi ne aur in se Ali razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke saath ek janaza mein shareek thay. Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke hath mein ek chhari ku usay Aap zameen par maar rahe thay phir Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke tum mein koi aisa nahi hai jis ka jannat ya dozakh ka thikana tay na ho chuka ho. Sahabah ne arz kiya: phir kyun na hum is par bharosa kar lein. Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke amal karte raho kyunke har shakhs jis thikane ke liye paida kiya gaya hai us ko waisi hi taufiq di jaye gi. Jaisa ke Quran Shareef ke Surah al-Lail mein hai «fa-ammaa man ata wattaqaa» ”jis ne lillah khairat ki aur Allah Ta'ala se dara“ aakhir tak.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain