الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَدَبِ
The Book of Al-Adab (Good Manners)
بَابُ السَّاعِي عَلَى الْمِسْكِينِ:
Chapter. The one who looks after and works for AI-Miskin (a poor person).
Show diacritics
Hadith Number: 6007
حدثنا عبد الله بن مسلمة، حدثنا مالك، عن ثور بن زيد، عن ابي الغيث، عن ابي هريرة رضي الله عنه، قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" الساعي على الارملة والمسكين كالمجاهد في سبيل الله" واحسبه قال: يشك القعنبي" كالقائم لا يفتر وكالصائم لا يفطر".
Hum se Abdullah bin Maslamah ne bayan kiya, kaha hum se Imam Malik ne bayan kiya, in se Sawr bin Zayd ne, in se Abu al-Ghais ne aur in se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke bewaon aur miskeenon ke liye koshish karne wala Allah ke raste mein jihad karne wale ki tarah hai. Abdullah Qanabi ko is mein shak hai. Imam Malik ne is hadees mein yeh bhi kaha tha is shakhs ke barabar sawab milta hai jo namaz mein khara rehta hai thakta hi nahi aur is shakhs ke barabar jo roze barabar rakkhe chala jata hai iftaar hi nahi karta hai.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain