الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَدَبِ
The Book of Al-Adab (Good Manners)
بَابُ لَيْسَ الْوَاصِلُ بِالْمُكَافِي:
Chapter. Al-Wasil (the one who keeps good relations with his kith and kin) is not the one who recompenses the good done to him by his relatives.
Show diacritics
Hadith Number: 5991
حدثنا محمد بن كثير، اخبرنا سفيان، عن الاعمش، والحسن بن عمرو، وفطر، عن مجاهد، عن عبد الله بن عمرو، قال سفيان: لم يرفعه الاعمش إلى النبي صلى الله عليه وسلم، ورفعه حسن، وفطر، عن النبي صلى الله عليه وسلم قال:" ليس الواصل بالمكافئ، ولكن الواصل الذي إذا قطعت رحمه وصلها".
Hum se Muhammad bin Kaseer ne bayan kiya, kaha hum se Sufyan Sawri ne khabar di, unhein Aamash aur Hasan bin Amr aur Fitr bin Khaleefa ne, in se Mujahid bin Jubayr ne aur in se Abdullah bin Amr razi Allahu anhuma ne Sufyan se, kaha ke Aamash ne yeh hadees Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam tak marfoo nahi bayan ki lekin Hasan aur Fitr ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se marfoo-an bayan kiya, farmaya ke kisi kaam ka badla dena sila-rahmi nahi hai balkay sila-rahmi karne wala woh hai ke jab is ke saath sila-rahmi ka muamla na kiya ja raha ho tab bhi woh sila-rahmi kare.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain