الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الطِّبِّ
The Book of Medicine
بَابُ حَرْقِ الْحَصِيرِ لِيُسَدَّ بِهِ الدَّمُ:
Chapter. To burn a mat made of palm-tree leaves (and put its ashes into a wound) to stop bleeding.
Hadith Number: 5722
حدثني سعيد بن عفير، حدثنا يعقوب بن عبد الرحمن القاري، عن ابي حازم، عن سهل بن سعد الساعدي، قال: لما كسرت على راس رسول الله صلى الله عليه وسلم البيضة وادمي وجهه وكسرت رباعيته وكان علي يختلف بالماء في المجن وجاءت فاطمة تغسل، عن وجهه الدم فلما رات فاطمة عليها السلام الدم يزيد على الماء كثرة عمدت إلى حصير فاحرقتها والصقتها على جرح رسول الله صلى الله عليه وسلم فرقا الدم.
Mujh se Saeed bin Afir ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Yaqoob bin Abdur Rahman ne bayan kiya, in se Abu Hazim ne bayan kiya, aur in se Sahl bin Saad Saadi razi Allahu anhu ne bayan kiya ke jab Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ke sar par (Uhud ke din) khud toot gaya Aap ka mubarak chehra khoon-aalood ho gaya aur samne ke daant toot gaye to Ali razi Allahu anhu dhaal bhar bhar kar pani laate thay aur Fatima razi Allahu anha Aap ke chehra mubarak se khoon dho rahi thien. Phir jab Fatima razi Allahu anha ne dekha ke khoon pani se bhi zyada aa raha hai to unhon ne ek boriya jala kar Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ke zakhmon par lagaya aur is se khoon ruka.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة