الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الأضاحي
The Book of Al-Adahi
بَابُ مَا يُشْتَهَى مِنَ اللَّحْمِ يَوْمَ النَّحْرِ:
Chapter. Meat is desired on the day of Nahr.
Hadith Number: 5549
حدثنا صدقة، اخبرنا ابن علية، عن ايوب، عن ابن سيرين، عن انس بن مالك، قال: قال النبي صلى الله عليه وسلم يوم النحر:" من كان ذبح قبل الصلاة، فليعد، فقام رجل فقال: يا رسول الله إن هذا يوم يشتهى فيه اللحم، وذكر جيرانه وعندي جذعة خير من شاتي لحم، فرخص له في ذلك، فلا ادري بلغت الرخصة من سواه، ام لا، ثم انكفا النبي صلى الله عليه وسلم إلى كبشين، فذبحهما، وقام الناس إلى غنيمة فتوزعوها، او قال: فتجزعوها".
Hum se Sadaqah ne bayan kiya, kaha hum ko Ibn Aliyyah ne khabar di, unhein Ayub ne, unhein Muhammad bin Sireen ne aur in se Anas bin Malik razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne qurbani ke din farmaya ke jis ne namaz e Eid se pehle qurbani zibah kar li hai woh dobara qurbani kare is par ek sahab ne khare ho kar arz kiya: ya Rasool Allah! Yeh woh din hai jis mein gosht khane ki khwahish hoti hai phir unhon ne apne parosiyon ka zikr kiya aur (kaha ke) mere paas ek saal se kam ka bakri ka bacha hai jis ka gosht do bakriyon ke gosht se behtar hai to Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne unhein is ki ijazat de di. Mujhe nahi maloom ke yeh ijazat doosron ko bhi hai ya nahi. Phir Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam do meindhon ki taraf mure aur unhein zibah kiya phir log bakriyon ki taraf barhe aur unhein taqseem kar ke (zibah kiya).
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة