الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَطْعِمَةِ
The Book of Foods (Meals)
بَابُ الأَكْلِ فِي إِنَاءٍ مُفَضَّضٍ:
Chapter. Eating in a dish decorated with silver.
Show diacritics
Hadith Number: 5426
حدثنا ابو نعيم، حدثنا سيف بن ابي سليمان، قال: سمعت مجاهدا، يقول: حدثني عبد الرحمن بن ابي ليلى، انهم كانوا عند حذيفة فاستسقى، فسقاه مجوسي فلما وضع القدح في يده رماه به، وقال: لولا اني نهيته غير مرة ولا مرتين، كانه يقول: لم افعل هذا ولكني سمعت النبي صلى الله عليه وسلم، يقول:" لا تلبسوا الحرير ولا الديباج، ولا تشربوا في آنية الذهب والفضة، ولا تاكلوا في صحافها، فإنها لهم في الدنيا ولنا في الآخرة".
Hum se Abu Nuaym ne bayan kiya , kaha hum se Saif bin Abi Sulayman ne , kaha ke main ne Mujahid se suna , kaha ke mujh se Abdur Rahman bin Abi Layla ne bayan kiya ke yeh log Huzayfah bin al-Yaman razi Allahu anhu ki khidmat mein maujood thay . Unhon ne pani maanga to ek Majoosi ne un ko pani (chaandi ke piyale mein) la kar diya . Jab us ne piyala un ke hath mein diya to unhon ne piyale ko is par phenk kar maara aur kaha agar main ne isay baar-ha is se mana na kiya hota (ke chaandi sone ke bartan mein mujhe kuch na diya karo) aage woh yeh farmana chahte thay ke to main is se yeh muamla na karta lekin main ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam se suna hai ke resham wa deeba na pehno aur na sone chaandi ke bartan mein kuch piyo aur na in ki plate-on mein kuch khao kyunke yeh cheezin in (kuffar ke liye) duniya mein hain aur hamare liye aakhirat mein hain .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain