الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَطْعِمَةِ
The Book of Foods (Meals)
بَابُ التَّسْمِيَةِ عَلَى الطَّعَامِ وَالأَكْلِ بِالْيَمِينِ:
Chapter. One should mention the Name of Allah on starting to eat, and one should eat with his right hand.
Show diacritics
Hadith Number: 5376
حدثنا علي بن عبد الله، اخبرنا سفيان، قال الوليد بن كثير: اخبرني، انه سمع وهب بن كيسان، انه سمع عمر بن ابي سلمة، يقول: كنت غلاما في حجر رسول الله صلى الله عليه وسلم، وكانت يدي تطيش في الصحفة، فقال لي رسول الله صلى الله عليه وسلم: يا غلام، سم الله وكل بيمينك وكل مما يليك، فما زالت تلك طعمتي بعد".
Hum se Ali bin Abdullah Madini ne bayan kiya , kaha hum ko Sufyan Sawri ne khabar di , kaha ke mujhe Waleed bin Kaseer ne khabar di , unhon ne Wahb bin Kaysan se suna , unhon ne Umar bin Abi Salamah razi Allahu anhu se suna , unhon ne bayan kiya ke main bacha tha aur Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ki parwarish mein tha aur (khate waqt) mera hath bartan mein charon taraf ghooma karta . Is liye Aap salla Allahu alaihi wasallam ne mujh se farmaya ke bete! Bismillah parh liya karo , dahne hath se khaya karo aur bartan mein wahan se khaya karo jo jagah tujh se nazdeek ho . Chunanche is ke baad main hamesha isi hidayat ke mutabiq khata raha .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain