الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب النِّكَاحِ
The Book of (The Wedlock)
بَابُ الْمُتَشَبِّعِ بِمَا لَمْ يَنَلْ، وَمَا يُنْهَى مِنِ افْتِخَارِ الضَّرَّةِ:
Chapter. (It is not recommended for) one to claim that one has more things or better qualities than one really has. And what is forbidden as regards the pride of lady over the other wives of her husband.
Hadith Number: 5219
حدثنا سليمان بن حرب، حدثنا حماد بن زيد، عن هشام، عن فاطمة، عن اسماء، عن النبي صلى الله عليه وسلم. ح حدثني محمد بن المثنى، حدثنا يحيى، عن هشام، حدثتني فاطمة، عن اسماء، ان امراة، قالت:" يا رسول الله، إن لي ضرة، فهل علي جناح إن تشبعت من زوجي غير الذي يعطيني؟ فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم: المتشبع بما لم يعط كلابس ثوبي زور".
Hum se Sulayman bin Harb ne byaan kiya , kaha hum se Hammad bin Zayd ne byaan kiya , in se Hisham ne , un se Fatima bint Munzhir ne aur un se Asmaa bint Abi Bakr razi Allahu anhuma ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se (doosri sanad) aur mujh se Muhammad bin Musanna ne byaan kiya , kaha hum se Yahya bin Saeed Qattan ne byaan kiya , un se Hisham ne , un se Fatima bint Munzhir ne byaan kiya aur un se Asmaa bint Abu Bakr razi Allahu anhuma ne ke ek khatoon ne arz kiya: ya Rasool Allah! Meri saukan hai agar apne shohar ki taraf se in cheezon ke haasil hone ki bhi dastaanein usay sunaoon jo haqiqat mein mera shohar mujhe nahi deta to kiya is mein koi haraj hai ? Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne is par farmaya ke jo cheez haasil na ho is par fakhr karne wala is shakhs jaisa hai jo fareeb ka jora yani (doosron ke kapre) maang kar pehne .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة