الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب النِّكَاحِ
The Book of (The Wedlock)
بَابُ اسْتِعَارَةِ الثِّيَابِ لِلْعَرُوسِ وَغَيْرِهَا:
Chapter. To borrow the clothes, etc. for the bride.
Show diacritics
Hadith Number: 5164
حدثني عبيد بن إسماعيل، حدثنا ابو اسامة، عن هشام، عن ابيه، عن عائشة رضي الله عنها،" انها استعارت من اسماء قلادة، فهلكت، فارسل رسول الله صلى الله عليه وسلم ناسا من اصحابه في طلبها فادركتهم الصلاة، فصلوا بغير وضوء، فلما اتوا النبي صلى الله عليه وسلم شكوا ذلك إليه، فنزلت آية التيمم، فقال اسيد بن حضير: جزاك الله خيرا، فوالله ما نزل بك امر قط إلا جعل الله لك منه مخرجا وجعل للمسلمين فيه بركة".
Mujh se Ubayd bin Ismail ne byaan kiya, kaha hum se Abu Usamah ne byaan kiya, un se Hisham bin Urwah ne, un se un ke walid ne aur un se Aisha razi Allahu anha ne byaan kiya ke unhon ne (apni behen) Asmaa razi Allahu anha se ek haar aariyatan le liya tha, raste mein woh gum ho gaya to Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne apne sahabah mein se kuch aadmiyon ko usay talash karne ke liye bheja. Talash karte huay namaz ka waqt ho gaya (aur pani nahi tha) is liye unhon ne wuzu ke baghair namaz parhi. Phir jab woh Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ki khidmat mein wapas huay to Aap ke samne yeh shikwa kiya. Is par tayammum ki aayat nazil hui. Usayd bin Huzayr razi Allahu anhu ne kaha ke Ae Aisha! Allah tumhein behtar badla de. Wallah! Jab bhi Aap par koi mushkil aan parti hai to Allah Ta'ala ne tum se usay door kiya aur mazeed-bar-aan yeh ke Musalmanon ke liye barkat aur bhalayi hui.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain