الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
بَابُ قَوْلُهُ: {مَا وَدَّعَكَ رَبُّكَ وَمَا قَلَى}:
Chapter. The Statement of Allah:“Your Lord (O Muhammad) has neither forsaken you not hates you.”(V.93:3)
Show diacritics
Hadith Number: Q4951
تقرا بالتشديد والتخفيف بمعنى واحد ما تركك ربك، وقال ابن عباس: ما تركك وما ابغضك".
Yani «ma wad-da'aka rabbuka wa ma qala» tashdeed aur takhfeef donon tarah parha ja sakta hai aur maani ek hi rahein ge , yani Allah ne tujh ko chhora nahi hai . Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne kaha ke mafhoom yeh hai «ma tarakaka wa ma abghadaka» yani Allah ne tujh ko chhora nahi hai aur na woh tera dushman bana hai .


Show diacritics
Hadith Number: 4951
حدثنا محمد بن بشار، حدثنا محمد بن جعفر غندر، حدثنا شعبة، عن الاسود بن قيس، قال: سمعت جندبا البجلي، قالت امراة: يا رسول الله، ما ارى صاحبك إلا ابطاك، فنزلت ما ودعك ربك وما قلى سورة الضحى آية 3.
Hum se Muhammad bin Bashar ne byaan kiya , kaha hum se Muhammad bin Jafar Ghundar ne , kaha hum se Shubah ne , un se Aswad bin Qays ne byaan kiya ke main ne Jundub Bajali razi Allahu anhu se suna ke ek aurat Umm al-Momineen Khadija razi Allahu anha ne kaha ke ya Rasool Allah! Main dekhti hoon ke Aap ke dost (Jibraeel alaihissalam) Aap ke paas aane mein der karte hain . Is par aayat nazil hui «ma wad-da'aka rabbuka wa ma qala» yani ”Aap ke Parvardigar ne na Aap ko chhora hai aur na Aap se woh bezar hua hai .“


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain