الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
بَابُ قَوْلِهِ: {وَثِيَابَكَ فَطَهِّرْ}:
Chapter.“And purify your garments!”(V.74:4)
Hadith Number: 4925
حدثنا يحيى بن بكير، حدثنا الليث، عن عقيل، عن ابن شهاب. ح وحدثني عبد الله بن محمد، حدثنا عبد الرزاق، اخبرنا معمر، قال الزهري: فاخبرني ابو سلمة بن عبد الرحمن، عن جابر بن عبد الله رضي الله عنهما، قال: سمعت النبي صلى الله عليه وسلم وهو يحدث عن فترة الوحي، فقال في حديثه:" فبينا انا امشي إذ سمعت صوتا من السماء، فرفعت راسي فإذا الملك الذي جاءني بحراء جالس على كرسي بين السماء والارض، فجئثت منه رعبا، فرجعت، فقلت: زملوني زملوني فدثروني، فانزل الله تعالى يايها المدثر إلى والرجز فاهجر سورة المدثر آية 1 - 5 قبل ان تفرض الصلاة وهي الاوثان".
Hum se Yahya bin Bukayr ne byaan kiya, unhon ne kaha hum se Layth bin Saad ne byaan kiya, un se Aqeel ne, un se Ibn Shihab ne (doosri sanad) aur mujh se Abdullah bin Muhammad ne byaan kiya, unhon ne kaha hum se Abdur Razzaq ne byaan kiya, unhon ne kaha hum ko Mamar ne khabar di, unhein Zuhri ne khabar di, kaha mujh ko Abu Salamah bin Abdur Rahman ne khabar di aur un se Jabir bin Abdullah razi Allahu anhuma ne byaan kiya ke main ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se suna, Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam darmiyan mein wahi ka silsila ruk jaane ka haal byaan farma rahe thay. Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke main ro raha tha ke main ne aasman ki taraf se aawaz suni. Main ne apna sar oopar uthaya to wahi farishta nazar aaya jo mere paas Ghaar e Hira mein aaya tha. Woh aasman o zameen ke darmiyan kursi par baitha hua tha. Main is ke darr se ghabra gaya phir main ghar wapas aaya aur Khadija se kaha ke mujhe kapra orha do, mujhe kapra orha do. Unhon ne mujhe kapra orha diya phir Allah Ta'ala ne aayat «ya ayyuhal muddasshiru» se «warruj-zha fahjur» tak nazil ki. Yeh surat namaz farz kiye jaane se pehle nazil hui thi «ar-ruj-zha» se murad but hai.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة