الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
بَابُ قَوْلِهِ: {وَالرِّجْزَ فَاهْجُرْ}:
Chapter.“And keep away from Ar-Rujz (the idols).”(V.75:5)
Show diacritics
Hadith Number: Q4926
يقال: الرجز والرجس العذاب.
‏‏‏‏ Kaha gaya hai ke «ar-ruj-zha» aur «ar-rij-sha» azab ke maani mein hain.


Show diacritics
Hadith Number: 4926
حدثنا عبد الله بن يوسف، حدثنا الليث، عن عقيل، قال ابن شهاب: سمعت ابا سلمة، قال: اخبرني جابر بن عبد الله، انه سمع رسول الله صلى الله عليه وسلم يحدث عن فترة الوحي:" فبينا انا امشي سمعت صوتا من السماء، فرفعت بصري قبل السماء، فإذا الملك الذي جاءني بحراء قاعد على كرسي بين السماء والارض، فجئثت منه حتى هويت إلى الارض، فجئت اهلي، فقلت: زملوني زملوني، فزملوني، فانزل الله تعالى يايها المدثر قم فانذر إلى قوله فاهجر سورة المدثر آية 1 - 5، قال ابو سلمة: والرجز: الاوثان، ثم حمي الوحي وتتابع.
Hum se Abdullah bin Yusuf ne byaan kiya, unhon ne kaha hum se Layth bin Saad ne byaan kiya, un se Aqeel ne byaan kiya, un se Ibn Shihab ne byaan kiya ke main ne Abu Salamah se suna, unhon ne byaan kiya ke main ne Jabir bin Abdullah razi Allahu anhuma se suna, unhon ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se suna, Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam darmiyan mein wahi ke silsile ke ruk jaane se mutalliq byaan farma rahe thay ke main chal raha tha ke main ne aasman ki taraf se aawaz suni. Apni nigah aasman ki taraf utha kar dekha to wahi farishta nazar aaya jo mere paas Ghaar e Hira mein aaya tha. Woh kursi par aasman aur zameen ke darmiyan mein baitha hua tha. Main ne usay dekh kar itna dara ke zameen par gir para. Phir main apni biwi ke paas aaya aur un se kaha ke mujhe kapra orha do, mujhe kapra orha do! mujhe kapra orha do. Phir Allah Ta'ala ne yeh aayat nazil ki «ya ayyuhal muddasshiru» se «warruj-zha fahjur» tak Abu Salamah ne byaan kiya ke «ar-ruj-zha» but ke maani mein hai. Phir wahi garm ho gayi aur silsila nahi toota.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain