الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
بَابُ قَوْلُهُ: {قُمْ فَأَنْذِرْ}:
Chapter. The Statement of Allah:“Arise and warn." (V.74:2)
Show diacritics
Hadith Number: 4923
حدثني محمد بن بشار، حدثنا عبد الرحمن بن مهدي، وغيره، قالا: حدثنا حرب بن شداد، عن يحيى بن ابي كثير، عن ابي سلمة،عن جابر بن عبد الله رضي الله، عن النبي صلى الله عليه وسلم قال:" جاورت بحراء"، مثل حديث عثمان بن عمر، عن علي بن المبارك.
Mujh se Muhammad bin Bashar ne byaan kiya, kaha ke mujh se Abdur Rahman bin Mahdi ne aur un ke ghair (Abu Dawood Tayalisi) ne byaan kiya, kaha ke hum se Harb bin Shaddad ne byaan kiya, un se Yahya bin Abi Kaseer ne, un se Abu Salamah ne aur un se Jabir Abdullah razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke main Ghaar e Hira mein tanhayi ikhtiyar kiye huay tha. Yeh riwayat bhi Usman bin Amr ki hadees ki tarah hai jo unhon ne Ali bin Mubarak se byaan ki hai.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain